HUM JEEVAN ME BAHUT SE SAPNE DEKHTE HAI.KUCHH KO PANE KE LIYE APNE AAP KO V BHUL JATE HAI.PAR JAB WO IKSHAYE PURI HOTI HAI TO HAME MAHSUS HOTA HAI,YE TO HAMARA SAPNA HI NAI THA.IKSHA PURTI PE EHSAS HONA KI YE TO IKSHA HI NAI THI,HAME EK AISE VICHARO KE UWA-POH KI STHITI ME DALTI HAI JISKE THAPEDE HAME BHANWAR ME GHUMATE RAHTE HAI AUR TAB HUM SOCHTE HAI HUM GALAT KHA THE?IKSHAWO KO PALTE VAQT,UNHE PURA KARNE KA JUNUN ME YA UNKE PURTI KE BAAD APNE ANJAAM PE.YAHI HAI ANEEH ISHNA-"UNDESIRED ARDENT DESIRE",JO HUM SABKI KI ZINDGI ME EK MOD LATA HAI JHA SE HUM YA TO BIKHAR JATE HAI YA FIR SAWAR JATE HAI.
Good start Swati. After reading ur this first post, anyone can easily guess that u r going to present something very deep and touching and full of human values. keep going.. Hope to listen soon from u.
ReplyDelete